TOP 1000 ᐅ Jokes in Hindi - जोक्स पढ़ लिया तो लोट पोट हो जाओगे

उर्दू में जवाब – Santa Banta Jokes

Sophia 2 min read

Funny Santa Banta Jokes – Urdu me Jawab dena

Urdu me Jawab - Santa Banta Jokes
संता कंटला हुआ था उतने में बंता आया ।😬

बंता – मैं तुझे उर्दू में सवाल करुंगा, तुझे भी उर्दू में ही जवाब देना है☺

संता – ठिक है😏

बंता – गुस्ताखी मुआफ हो जनाब, आप क्या कर रहे है ।😋

संता – इज्जत की डोर को उलझनों की जकड़ और कश्मकश से आजाद कर रहा हुँ😕

बंता – मतलब ?😥😳😳

संता – अबे गधे, पजामे का नाडा गुच्छम हो गया है,😠

उसे निकाल रहा हुँ ।😂🤣😂😂

Eng text:

Santa kantaala hua tha utne me banta aaya.

Banta: Mein tuje Urdu me sawal karunga, Tujhe bhi Urdu me jawab dena hai.

Santa: thik hai

Banta: Gustakhi muaf ho janab, Aap kya kar rhe hai.

Santa – Ijjat ki dor ko uljhano ki jakad aur kashmkash se aajad kar rha hu.

Banta: Matlab.

Santa: Abey Gadhe, Pajame ka nada guchchham ho gya hai.

Use nikal raha hu.

Dear Pathak! Aapko ye Jokes aur Chutkula kitna psand aaya ye humein jaroor bataye, Hum aapki hasi ke liye sada work karte rahte hai. Aapko khusi dena yeh hamara karya hai, Aur is karya se Aapki khusi ka madhyam banna hamare liye atayant saubhagya ki baat hai hai.

Santa Banta Jokes: Naye Naye High Quality and Funny Jokes in Hindi ke liye Jokescoff pe sada aate jate rahiye :) Aur apni life me se thoda sa tension kam kijiye. Laughing ek best medician hai hamare sharir ke liye. Hastey rahiye aur hasatey bhi rahiye. Mast Raho… Sada hastey Raho… Hastey Raho… Dhanyawaad!

3 comments

Comments are closed.