IPS and IAS Exam Solid Puzzles in Hindi:

लास्ट विकेट ही बाकी है,
3 गेंद पर 7 रन चाहिये….
और दोनों बेट्समेन 94 रन पर है ।
और दोनो को 100 पुरा करते हुए
मेच भी जीताना है,
तो बताए यह कैसे होगा ?
चलिये देखते है आपके गणित एवं क्रिकेट का ज्ञान
Agar Maths aur Cricket me Master ho to hi Answer dena…
Challenge….
Eng text:
Last Wicket hi baki hai,
3 Ball par 7 Run chahiye…
Aur dono Batsman 94 Run par hai.
Aur dono ko 100 pura karte hue
Match Jitna bhi hai,
To bataiye yeh kaise hoga?
Superb IAS IPS Exam Question Puzzles: Paheli ka Answer pata ho to Comment Dwara bataiye. Agar Que. Pasand aaya ho to like karna na bhulein. Puzzle ko Apne Dosto mein Share karna bhi bilkul na Bhule. Dhanyawaad
Answer:
👉 पहली गेंद पर बेट्समेन 4 रन मारेगा…
👉 दूसरी गेंद पर 3 दोडेगा, पर उसमें 1 रन शोर्ट दोड़ेगा (अर्थात् 1 रन गलत माना जायेगा, मतलब 2 रन ही मना जायेगा)
👉 मतलब, जो स्ट्राईक पर था उसके 100 पुरे हुए
👉 अब स्ट्राईक पर दूसरा आ चुका है, वह बची हुई 1 गेंद पर 6 रन मारेगा । दूसरे के भी 100 पूरे…
👉 और मेच भी जीत गये…😊


1st Bol White. and toh dusri yani 1st bol par 6 toh hojayenge 100 aur phir 2 Aur gendo par 1 run aur baaki 1 khali chali jayegi
Ya dono 94 ka partner ship pr khel rha hy run koi v Mary 100 ka partner ship pura hoga or match jit jayga…..
First ball pe 6 mar kar ek century pura karega,fir over change hoga,to dusra batsman six markar century banayega
SOLVED………
Kyonki,over change hone ke baad strike change hoti hai
Kyonki,over change hone ke baad strike change hoti hai
Aisa koi sochna bhi nahi,kyon ki
3 ball par 7 run chahiye
7 ball me 7 run nahi
3 Ball me strike change nhi hoti
Bhai 3ball baaki hai to over kaise change hoga ek over me 6 ball hote hai but 3hi ball baaki hai