IPS and IAS Exam Solid Puzzles in Hindi:

लास्ट विकेट ही बाकी है,
3 गेंद पर 7 रन चाहिये….
और दोनों बेट्समेन 94 रन पर है ।
और दोनो को 100 पुरा करते हुए
मेच भी जीताना है,
तो बताए यह कैसे होगा ?
चलिये देखते है आपके गणित एवं क्रिकेट का ज्ञान
Agar Maths aur Cricket me Master ho to hi Answer dena…
Challenge….
Eng text:
Last Wicket hi baki hai,
3 Ball par 7 Run chahiye…
Aur dono Batsman 94 Run par hai.
Aur dono ko 100 pura karte hue
Match Jitna bhi hai,
To bataiye yeh kaise hoga?
Superb IAS IPS Exam Question Puzzles: Paheli ka Answer pata ho to Comment Dwara bataiye. Agar Que. Pasand aaya ho to like karna na bhulein. Puzzle ko Apne Dosto mein Share karna bhi bilkul na Bhule. Dhanyawaad
Answer:
👉 पहली गेंद पर बेट्समेन 4 रन मारेगा…
👉 दूसरी गेंद पर 3 दोडेगा, पर उसमें 1 रन शोर्ट दोड़ेगा (अर्थात् 1 रन गलत माना जायेगा, मतलब 2 रन ही मना जायेगा)
👉 मतलब, जो स्ट्राईक पर था उसके 100 पुरे हुए
👉 अब स्ट्राईक पर दूसरा आ चुका है, वह बची हुई 1 गेंद पर 6 रन मारेगा । दूसरे के भी 100 पूरे…
👉 और मेच भी जीत गये…😊


1st ball 4 runs =1st pleyer score =98
2st ball 3 runs but 1 short run =1st player score=100
3th ball strike change in 2th player last ball to 6 runs= 2th player runs =94+6=100 runs
Yaha pr question h ki Dono 94 runs pr h. . Matlab dono batsman ka total score 94 h aur unhe 100 run bana kr match jeetna h. . Eshliye 1st batsman 1 ball pr 6 marega aur aur phir 1 run match jeet jaige. . . Okk. . .
Bhai question me likha hai
3 ball pe 7 Run chahiye
Aur dono batsman 94 run par hai
Aur match jitne ke liye dono ko 100 run pura karna hai..
To dono me se koi bhi run banae 100 run pura to hoga hi kyonki usme likha hai dono batsman 94 (RUN) par hai.
ye nahi likha hai ki dono batsman ke 94 run hai.
WO partnership ki baat kar rahe tabhi usme likha hai dono batsman 94 run par hai
Matlab dono 94 run ke partnership par khel rahe hain