Murder Kisne Kiya: Solve this Murder Case CID puzzles in Hindi

एक आदमी का कत्ल 27 जनवरी 2017 को सुबह 11 बजे हुआ ।
उसकी बीवी ने फौरन पुलिस को बुलाया, पुलिस सब से सवाल करने लगी कि,
“वारदात के समय तुम सब क्या कर रहे थे ?”
बीवी – मैं उस वक्त अखबार पढ़ रही थी ।
माली – मैं फूलों को पानी दे रहा था ।
रसोइया – मैं खाना बना रहा था ।
नौकर – मैं बैंक गया हुआ था ।
बच्चें – हम स्कूल गये हुए थे ।
पड़ोसी – हम गाँव गये हुए थे ।
पुलिस ने फौरन कातिल को पकड़ लिया ।
क्या आपको पता चला कत्ल किसने किया ?
उत्तर भी इसी में ही है…. ध्यान लगाओं…
Eng text: Chaliye Dimag lagayiye… Aur Ye case suljaiye…
1 Aadmi ka Murder 27 Jan 2017 ko subah 11 baje hua.
Uski Bivi ne Turant Police ko bulaya, Police sab se sawal karne lagi ki
“Vardaat ke samay tum sab kya kar rhe the?”
Bivi: Mein us waqt Akhbar padh Rhi thi…
Mali: Mein Fulo ko Pani de rha tha.
Rasoiya: Mein khana bana rha tha..
Naukar: Mein Bank gya hua tha.
Bachche: Hum School gye hue the.
Padosi: Hum Ganv gye hue the.
Police ne Fauran katil ko pakad liya.
Kya aapko pata chala Katl kisne kiya?
Answer bhi Isi mein hi hai… Dhyan Lagao…
Is CID Puzzle ka Answer agar aapko pata chal gya hai to Comment karke humein avashya bataiye Aur agar nahi to Share karke janne ka prayas karein. Thanks.


Bivi akhbar pad rhi thi
Uski BIWI 26 jan ko newspaper print ni hote
सही कहा भगीरथजी… Right Answer…
Shi h kyoki 26 ko chutti rehti h or 27 vse bhi paperckon padta h sab aaram se sote h or aaram krte h
27ko pad raha tha na 26kahase aayega bhai
It is right
Wife
Biwi