Solid Paheliya Puzzles in Hindi: Aisi Kon si Jagah hai Jaha Nadi Hai Pani Nahi

जहां नदी है पर पानी नहीं,
जंगल है पर पेड़ नहीं,
सड़क है पर गाड़ी नहीं,
और शहर है, पर घर नहीं….
99.99% Failed… Challenge….
देखते है कौन इस सवाल का जवाब दे पाता है… लगाओं दिमाग…
Eng text:
Aisi Konsi Jagah hai?
Jaha Nadi hai Par Pani nahi,
Jungle hai Par Ped nahi,
Sadak hai Par Gadi nahi,
Aur Shahar hai par Ghar nahi….
99.99% Failed… Challenge….
Dekhte hai Kon Is swal ka jawab de pata hai… Lagao Dimag….
Puzzles in Hindi: Agar Paheli ka Answer aapko pata chal gya hai, to Humein Comment Dwara bataiye, Aur Agar nahi to Share karke apne mitro ya relatives se iska answer janne ka prayas karein.
Agar is Paheli ne aapka thoda bhi dimag ghuma diya ho, To Like jaroor karein. Thanks.



मैप ।
नक्शा
Google
Sb kuch to phle se hai. Phir kya zrurt h. Jaise nadi me PANI phle se jngal me ped phle se bina ped k kaoun sa jangal…hahaha