Skip to content
Funny jokes, puzzles & practical reads, fresh every dayRead the best jokes →
299+ Superb Puzzles in Hindi, पहेलियाँ उत्तर सहित

3 Saal ke Bhuke Sher, Konsa Kamra – Puzzles Paheliya

By Sophia · 1 min read
3 Saal ke Bhuke Sher (Tiger) - Konsa Kamra Puzzles Paheliya in Hindi

Hindi Puzzles, Paheliya: Konsa Kamra Chuna hoga – 3 Saal ke Bhuke Sher

3 Saal ke Bhuke Sher (Tiger) - Konsa Kamra Puzzles Paheliya in Hindi

एक हत्यारे को मौत की सजा सुनाई गयी…

उसे तीन कमरे में से किसी एक कमरे को चुनने को कहा गया…

पहले कमरे में आग लगी हुई थी,

दुसरे कमरे में 3 हथियारे

चाकु लेकर बैठे थे और

तीसरे कमरे में 3 साल के भूखे शेर थे,

तो बताओ उसने कौन-सा कमरा चुना होगा ?

अगर आप होते तौ कौन-सा कमरा चुनते ?

Eng. Text:

1 Hatyare ko Maut ki saja sunai gyi.

Use 3 Kamre me se kisi 1 kamre ko chun’ne ko kaha gya.

Pahle kamre me aag lagi hui thi,

Dusre me 3 hatiyare

chaku lekar baithe the

Aur

Tisre kamre me 3 Saal ke bhuke sher the,

To batao usne kon-sa kamra chuna hoga?

Agar aap hote to Kaun-sa kamra chunte?

Puzzles ka Jawab aap Comment Dwara humein jaroor bataiye. Agar Ye paheli Pasand aayi ho aur isne aapka dimag thoda bhi ghuma diya ho to isey like karna bilkul na bhule. Thanks.

17 comments

  1. 2 end wala because unko marna rhta to ek dusre ko marthe the wo sath baite the to …..

    3rd wala same bhukhe rhte to ek dusre ko khate te