Gujari hui Zindagi ko kabhi yad na kar,
Taqdir me jo likha hai uski fariyad na kar,
Jo hoga wo hokar rahega,
Tu kal ki Fikar me apni aaj ki hansi barbad na kar,
Hans marte hue bhi Gata hai, Aur Mor Nachte hue bhi Rota hai.
Ye Zindagi ka fanda hai boss, Dukhowali rat nind nahi aati
Aur Khusiwali rat koun sota hai ?
Nice Line –
“Insaan kaheta hai ki Paisa aaye to mein kuch karke dikhau,
Aur Paisa kaheta hai tu kuch kar ke dikha to mein aau.”

********************************************
Safar ka Maza lena hai to sath mein ‘Saman’ kam rakhiye
Aur Zindagi ka Maza lena hai to Dil mein ‘Arman’ kam rakhiye.
Tajurba hai mera – Mitti ki pakad majbut hoti hai, Sangmarmar par hamne “Panv fisalte dekhe hai”
********************************************
Rishtey kharab hone ki ek wajah ye bhi hai ki…
Log Aksar ‘Tutna’ pasand karte hai ‘Jukna’ nahi !
********************************************
“Never Complaint about The Difficulties of Life,
Because, A Great Director Always Gives The Difficult Role to The Best Actor…”