Solid Bike Race Paheliya or Puzzles in Hindi:

अपने 1 बाईक रेस में हिस्सा लिया,
आपने लास्ट बाईक सवार को ओवरटेक किया ।
.
.
.
तो बताओं अब आप कौन से स्थान पर होंगे ?
इस पहेली का उत्तर कोई दिमाग वाला ही दे पायेगा… चेलेंज
Eng text:
Aapne 1 Bike race mein Hissa liya,
Aapne Last Bika swar ko Overtake kiya.
.
.
To Batao ab aap kon se sthan par honge?
Is paheli ka answer koi dimag wala hi de payega… Challenge…
Solid Puzzle on Bike race in Hindi: Agar is Puzzle ne aapka dimag chalane pe majbur kar liya ho to like jaroor karein. Apne Relative aur Dosto mein Share karein Aur dekhiye unke kya Answer aate hai…
Agar Paheli ka Answer aapko pata ho to niche humein comment dwara jaroor bataiye…. Thanks….


1 st because main apne last vale ko over take kiya jabki main sabse piche hu to jo sabse aage hai vo mera last hoga aur uske baad main 1 st ho jaunga
Race me hi honge kyunki yaha puch raha hai ki aap kon se asthan pe honge
No! Right Answer है कि, आप लास्ट बाईक वाले को कैसे ओवरटेक कर सकते है :)
Kyunki Aapne Ek Bike Res Me Hissa Liya Dusre Aap Khud The Overtek Karke First Position Per Aa Gaye